Lyrics for Hindi duet "Dil Tadap Tadap Ke" Film : Madhumati, 1958 Lyrics : Shailendra Music : Salil Choudhary Singers: Mukesh and Lata Mangeshkar Lyrics ------ Mukesh : Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa. Tu naheen to yeh bahaar kyaa bahaar hai? Gul naheen khile ke teraa intezar hai Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa. Lata : Dil dhadak dhadak ke deh rahaa hai yeh sadaa Tumhari ho chukee hoon mein, tumhare paas hoon sadaa. Tumse meri zindageekaa yeh singaar hai Jee rahee hoon mein ke muzko tumse pyaar hai. Mukesh : Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa. Lata : Dil dhadak dhadak ke deh rahaa hai yeh sadaa Tumhari ho chukee hoon mein, tumhare paas hoon sadaa. Mukesh : Musquaraate pyaar kaa asar hai har kaheen Hum kahan hein dil kidhar hai kuchh khabar naheen. Lata : Musquaraate pyaar kaa asar hai har kaheen Hum kahan hein dil kidhar hai kuchh khabar naheen. Mukesh : Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa. Lata : Dil dhadak dhadak ke deh rahaa hai yeh sadaa Tumhari ho chukee hoon mein, tumhare paas hoon sadaa.